Popular Posts

Friday 30 November 2012

♥ * ♥ Wo menhdi lage hath dikha ke royi ♥ * ♥
 ♥ * ♥ Main kisi aur ki hun wo ye bata ke royi ♥ * ♥

 ♥ * ♥ Maine bola kon hai wo khush nasib ♥ * ♥
 ♥ * ♥ Wo menhdi se likhe naam dikha ke royi ♥ * ♥

 ♥ * ♥ Kahin gham se phat na jaye jigar mera ♥ *♥
 ♥ * ♥ Wo haste haste mujhe hasa ke royi ♥ * ♥

 ♥ * ♥ Us ne jana jab bhi mere rone ka sabab ♥ * ♥
 ♥ * ♥ Apne aansu meri hathe lipe sajaa ke royi ♥ * ♥

 ♥ * ♥ Jab bhi dekha usey hanste hue dekha ♥ * ♥
 ♥ * ♥ Waqt e Hina wo har khushi bhula ke royi ♥ * ♥

 ♥ * ♥ Dil ne chaha ji bhar ke usey dekh lun ♥ * ♥
 ♥ * ♥ Wo mere aankhon ki piyas ko bujha ke royi ♥ * ♥

 ♥ * ♥ Kabhi kahti thi main na ji paungi Tum bin ♥ * ♥
 ♥ * ♥ Aur aaj phir wo ye baat dohra ke royi

Monday 26 November 2012


Ek anjaan ko main jaan-e-tamanna samjhon
 Sab kahain ghair hai per mein usay apna samjhon

 Lub na khul payen agar wo ho muqabil mere
 Ya us k husan ka chota sa karishma samjhon

 Ek pal ko b us ka pyar ki barish jo rukay
 Main samandar ko b so saal ka pyasa samjhon

 Faida koi nahi us k bina mehfil Me
 Ronaq-e-bazm kisi ko jo us k elawa samjhon

 Us k chehray ne mujhe daal diya ha mushkil me
 Main ussy chand sa, ya chand ko us sa samjhon

Sunday 25 November 2012

बुरे चरित्र वाले, अकारण दूसरों को हानि पहुँचाने वाले तथा अशुद्ध स्थान पर रहने वाले व्यक्ति के साथ जो पुरुष मित्रता करता है, वह शीघ्र ही नष्ट हो जाता है। आचार्य चाणक्य का कहना है मनुष्य को कुसंगति से बचना चाहिए। वे कहते हैं कि मनुष्य की भलाई इसी में है कि वह जितनी जल्दी हो सके, दुष्ट व्यक्ति का साथ छोड़ दे।

Thursday 15 September 2011

wo mujhko ajmana chahte hai, Meri mohabbat ko mitana chahte hai,
Mujhse wo fasla rakhne lage hai , Kisi aur se najdikiya badana chahte hai,
Zara si bat wo samje na samjhe , Pass rahkar bhi fasla badana chahte hai ,
Koi kahta hai to kahne do use,Wo khud kahkar hume rulana chate hai,
Mere balo pe wo marte hai aise Meri mohabbat ko mitana chahte hai,




Pradeep thakur